लोड हो रहा है…
॥ श्री गणेशाय नमः ॥
लोड हो रहा है…
॥ श्री गणेशाय नमः ॥
हमारी गारंटी — गलत या खराब सामान मिला तो बदलेंगे या पैसा वापस करेंगे। 🙏
Replace/refund sirf DELIVERED orders par hota hai. Delivery se pehle order 15 min me FREE cancel kar sakte hain (baad me ₹100 fee).
Delivery ke 3 din ke andar apne order page par jayein → 'Replace / Refund' section → Request Karein.
Kharab/galat saman ki saaf photo (packet, label, expiry date dikhe) — kam se kam 1, zyada se zyada 5 photos. Bina proof ke request aage nahi badhti.
Request APPROVED hone par replace wala saman agli delivery me aayega, ya refund 3–5 din me original payment method me wapas.
Subah 7:00 — Raat 10:00 (roz)
📍 Market, Sidhgora, Jamshedpur, Jharkhand 831009